ایسی غربت تھی محبت کے دنوں میں ہم پر
اُس سے ملنے کے بھی اسباب نہیں ہوتے تھے
اتنے بے رنگ جوانی کے تھے وہ سال کہ جب
آنکھیں ہوتی تھیں مگر خواب نہیں ہوتے تھے
Aisi ghurbat thi mohabbat ke dinoñ mein hum par
Us se milne ke bhi asbaab nahin hote thy
Itne be-rang jawani ke the woh saal ke jab
Aankhen hoti thin magar khwaab nahin hote thy